मुलाकातें Mulakaatein Lyrics

मुलाकातें Mulakaatein Lyrics Lyrics

“Mulakaatein” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Utkarsh Saxena
Lyricist(s): Ritik Chouhan
Music Director(s): Ritik Chouhan
Genre(s): Sad
Film by: Team DS Creations™️
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Karan Mehra, Neha Sharad Shah

Mujhse mohabbat ki na kabhi tu
Dil mein jagah tune dedi kisiko
Mujhse mohabbat ki na kabhi tu
Dil mein jagah tune dedi kisiko

Tu to nikli bewaffa
Tune di kyun ye saza
Ha main jis se darta tha
Wahi tune kar diya

Mulakaatein mujhe wo sab
Kyun yaad mein aaye
Wo barsaatein mujhe kyun ab
Yun tanha rulaaye

Mulakaatein mujhe wo sab
Kyun yaad mein aaye
Wo barsaatein mujhe kyun ab
Yun tanha rulaaye


Tum nahi the humare
Humne ye jaan liya hai
Abse tumko paraya
Iss dil ne maan liya hai

Tum nahi the humare
Humne ye jaan liya hai
Abse tumko paraya
Iss dil ne maan liya hai

Na chahu phir bhi kyun tujhko
Dil ne mere yaad kiya hai
Tere khatir na jaane kyun
Khud ko barbaad kiya hai

Na chahu phir bhi kyun tujhko
Dil ne mere yaad kiya hai
Tere khatir na jaane kyun
Khud ko barbaad kiya hai

Wo tum hi dard-e-dil ki wajah
Kyun de di mujhko aisi saza
Ha main jis se darta tha
Wahi tune kar diya

Mulakaatein mujhe wo sab
Kyun yaad mein aaye
Wo barsaatein mujhe kyun ab
Yun tanha rulaaye

Mulakaatein mujhe wo sab
Kyun yaad mein aaye
Wo barsaatein mujhe kyun ab
Yun tanha rulaaye

Bewafai kyun kari tune
Bewafai kyun kari tune
Bewafai kyun kari tune
Bewafa

Bewafai kyun kari tune
Bewafai kyun kari tune
Bewafai kyun kari tune
Bewafa.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top