मेरी माँ Meri Maa Lyrics

मेरी माँ Meri Maa Lyrics Lyrics

“Meri Maa” Song Details:

Label: Rahul Jain
Singer(s): Rahul Jain, Sonu Sood
Lyricist(s): Vandana Khandelwal
Composer(s): Rahul Jain
Music Director(s): Rahul Jain
Genre(s): Poem, Love
Music Label: © Rahul Jain

Main roya pardesh main
Bhiga maa ka pyaar
Dukh ne dukh se baat ki
Bin cheethi bin taar
Lota jo ghar ko main
To mamta uski muskurayi
Meri maa ki duaae mujhe
Vapis ghar le aayi

Aaj bhi tere intezaar mein
Thali parose baithi hai
Uski har ek hasi bas
Tere bhrose baithi hai
Tu hai nahi to suni padi
Uski duniya

Maa meri maa
Maa meri maa
Maa meri maa
Maa meri maa

Tasviron main tujhko hi
Ye badlti dekhti hai
Pyaar se haath phiraane ko
Mamta to tarsti hai

Tasviron main tujhko hi
Ye badlti dekhti hai
Pyaar se haath phiraane ko
Mamta to tarsti hai
Aankho main hai rukhe huye
Aansu ka yeh dariya


Maa meri maa
Maa meri maa
Maa meri maa
Maa meri maa

Jane kab se soya nahi hoon main
Sula do maa
Aakr mere pass phir se loriya
Suna do na maa
Aansu meri aankho main jam se gaye hai
Bhar ke mera dil mujhe
Ab rula do na maa
Bhuka hoon main tere pyaar bhre nivale ka
Apne hatho se ek nivaala
Khila do na maa.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top