मेरे दिल को तेरे दिल की ज़रूरत है Mere Dil Ko Tere Dil Ki Zaroorat Hai Lyrics

मेरे दिल को तेरे दिल की ज़रूरत है Mere Dil Ko Tere Dil Ki Zaroorat Hai Lyrics Lyrics

“Mere Dil Ko Tere Dil Ki Zaroorat Hai” Song Details:

TV Show: Bepannah
Singer(s): Rahul Jain
Lyricist(s): Sandeep Jahaal, Rahul Jain
Composer(s): Rahul Jain
Music Director(s): Soham Naik
Genre(s): Love
Director(s): Aniruddha Rajderkar
Music Label: © Colors TV
Starring: Harshad Chopda,Jennifer Winget
Release on: 30th November, 2018

Bepannah si mohabbat ki hai
Dil ne bhi yahi chahat ki hai
Tere bina mera laage na jiyaa
Tere liye hi dhadke jiyaa
Tere bina mera laage na jiyaa
Tere liye hi dhadke jiyaa
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai

Main tha rehguzaar tune thama is qadar
Ab rahi na koi bhi fikrr
Main tujhme baant lu yun khud ko humsafar
Reh na jaye koi bhi kasar
Tere bina mera laage na jiyaa
Tere liye hi dhadke jiyaa
Tere bina mera laage na jiyaa
Tere liye hi dhadke jiyaa
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai

Teri saanson mein mujhe guzaara mil gaya
Ho gaya mujh pe tera asar
Ye mohobbat teri lage rab ki koi mehar
Khatam na ho chahtein umrabhar
Tere bina mera laage na jiyaa
Tere liye hi dhadke jiyaa
Tere bina mera laage na jiyaa
Tere liye hi dhadke jiyaa
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top