ये राखी तो प्यार का उत्सव है Ye Raakhi Toh Pyar Ka Utsav Hai Lyrics

ये राखी तो प्यार का उत्सव है Ye Raakhi Toh Pyar Ka Utsav Hai Lyrics Lyrics

“Ye Raakhi Toh Pyar Ka Utsav Hai” Song Details:

Label: Tips Official
Singer(s): Vicky D Parekh
Lyricist(s): Vicky D Parekh, Neha Nitesh Chowdary
Music Director(s): Nelson
Genre(s): Festival
Music Label: © Tips Official

Raakhi Ke Dor Ne Bandha
Rishta Bhai Behano Ka
Kachhe Dhago Ne Joda
Pakka Rishta Janmo Ka

Ye Raakhi Toh Pyar Ka Utsav Hai
Ye Rishton Ka Bandhan Hai
Ye Raakhi Toh Pyar Ka Utsav Hai
Ye Rishton Ka Bandhan Hai

Bhai Ki Kalai Raakhi Se
Jab Behena Khoob Sajayen
Bhai Ki Kalai Raakhi Se
Jab Behena Khoob Sajayen

Behena Ke Shubh Hathon Se Bhai Ki Bala Tal Jayen
Vo Chandan Roli Haldi Kumkum Ka Tilak Mathe Pe
Bhai Ke Ashish Se Hi Behena Ki Khushi Jeevan Mein


Ye Raakhi Toh Pyar Ka Utsav Hai
Ye Rishton Ka Bandhan Hai
Ye Raakhi Toh Pyar Ka Utsav Hai
Ye Rishton Ka Bandhan Hai

Raakhi Ke Dor Ne Bandha
Rishta Bhai Behano Ka
Kachhe Dhago Ne Joda
Pakka Rishta Janmo Ka

Ye Raakhi Toh Pyar Ka Utsav Hai
Ye Rishton Ka Bandhan Hai
Ye Raakhi Toh Pyar Ka Utsav Hai
Ye Rishton Ka Bandhan Hai

Ye Raakhi Toh Pyar Ka Utsav Hai
Ye Rishton Ka Bandhan Hai

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top