रात गयी सो बात गयी Raat Gayi So Baat Gayi Lyrics

रात गयी सो बात गयी Raat Gayi So Baat Gayi Lyrics Lyrics

“Raat Gayi So Baat Gayi” Song Details:

Movie: Bhoot Police
Singer(s): Vishal Dadlani, Asees Kaur
Lyricist(s): Rakesh Kumar (Kumaar)
Music Director(s): Sachin-Jigar
Genre(s): Romantic
Director(s): Pavan Kirpalani
Music Label: © Tips Official
Starring: Saif Ali Khan, Arjun Kapoor, Jacqueline Fernandez
Release on: 17th September, 2021

Aja karein woh galti jo hain sahi
Kya karein dil pe chalti hain nahi
Aja tu kar naa deri aaj rat hoja meri
Subah phir bolenge yahi

Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai koyi baat nayi
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai shurvaat nayi

Ho aankhe batati hai yeh sala dil tera
Waadon ka jhutha hain janab
Aana nahi mujhe teri in baton me
Teri to niyat kharab

Aankhe batati hai yeh sala dil tera
Waadon ka jhutha hain janab
Aana nahi mujhe teri in baton me
Teri to niyat kharab


Main to hoon seedha banda
Samjhe kyun mujhko ganda
Mujhsa milega nahi

Raat gayi so baat gayi
Aa karte hain koi baat nayi
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hain shurvaat nayi

Itni sharafat ka tune kya karna hain
Kuch der hoja beiman
Ye jo jawaani hain kal ko to jaani hain
Kuch aaj karle meri jaan

Oh itni sharafat ka tune kya karna hain
Kuch der hoja beiman
Ye jo jawaani hain kal ko to jaani hain
Kuch aaj karle meri jaan

Dil mein jagah banale
Phir main tere havaale
Bin puche leja tu kahi

Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai koi baat nayi
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai shurvaat nayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top