“Saanson Ko” Song Details:
| Movie: | Zid |
| Singer(s): | Arijit Singh |
| Lyricist(s): | Shakeel Azmi |
| Composer(s): | Sharib-Toshi |
| Music Director(s): | Sharib-Toshi |
| Genre(s): | Romantic, Sensual |
| Director(s): | Vivek Agnihotri |
| Music Label: | © Sony Music |
| Starring: | Karanvir Sharma, Mannara, Shraddha Das |
| Release on: | 28th November, 2014 |
Saanson Ko Jeene Ka Ishaara Mill Gaya
Dooba Main Tujhme To Kinara Mill Gaya
Saanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya
Zindagi Ka Pata Dobara Mil Gaya
Tu Mila To Khuda Ka Sahaara Mill Gaya
Tu Mila To Khuda Ka Sahaara Mill Gaya
Ghamzada Ghamzada Dil Ye Tha Ghamzada
Bin Tere Bin Tere Dil Ye Tha Ghamzada
Main Raaz Tujhse Kahun Humraz Ban Ja Zara
Karni Hai Kuch Guftgu Alfaaz Ban Ja Zara
Main Raaz Tujhse Kahun Humraz Ban Ja Zara
Karni Hai Kuch Guftgu Alfaaz Ban Ja Zara
Juda Jab Se Hua Tere Bina Khamosh Rehta Hoon Me
Labon Ke Paas Aa Ab Tu meri Aawaz Bann Ja Zara
Tu Mila To Khuda Ka Sahara Mill Gaya
Tu Mila To Khuda Ka Sahara Mill Gaya
Ghamzada Ghamzada Dil Ye Tha Ghamzada
Bin Tere Bin Tere Dil Ye Tha Ghamzada.


