हाँ कर दे Haan Kar De Lyrics

हाँ कर दे Haan Kar De Lyrics Lyrics

“Haan Kar De” Song Details:

Movie: Uunchai
Singer(s): Amit Trivedi
Lyricist(s): Irshad Kamil
Music Director(s): Amit Trivedi
Genre(s): Motivational
Director(s): Sooraj Barjatya
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Amitabh Bachchan, Anupam Kher, Boman Irani, Danny Denzongpa, Parineeti Chopra, Neena Gupta, Sarika
Release on: 11th November, 2022

Ab saalon mein jeena
Ya misaalon mein
Jawaabon mein jeena
Ya sawaalon mein

Sab haathon mein hai
Tere tu jaane
Ek rai deta hoon
Jo tu maane

Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Soch ko jawan kar de

Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Soch ko jawan kar de


Dard ki dawa bhi tu
Dard ka maza bhi tu
Dard ki nawa bhi tu
Dard ki wajah bhi tu

Dard agar jo hota hai
Yeh samajh tu zinda hai
Dard se khafa kyun hai
Itna bewafa hai kyun

Apni saari kamzori
Apne saare dardon ko
Jeene ki wajah hai jo
Unn sabhi humdardon ko

Uth gale laga apne
Chal hunar dikha apne
Dekh li uunchai tune
Ab tu par dikha apne ho ho
Ab tu par dikha apne

Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Soch ko jawan kar de.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top