Hum Sab Ek Sath Hai Lyrics

Hum Sab Ek Sath Hai Lyrics Lyrics

“Hum Sab Ek Sath Hai” Song Details:

Movie: Bulandi (1981)
Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Sad
Director(s): Esmayeel Shroff
Music Label: © Saregama
Starring: Raj Kumar, Asha Parekh, Kim, Raj Kiran, Jeevan, Kader Khan, Helen, Bhagwan, Danny Denzongpa, Gulshan Grover, Kulbhushan Kharbanda, Rakesh Bedi
Release on: 30th January, 1981

Hum jab ek saath hai
Fir ye to koi daur nahi
Tum koi aur nahi hum
Bhi koi aur nahi

Hum jab ek saath hai
Fir ye to koi daur nahi
Tum koi aur nahi hum
Bhi koi aur nahi
Hum jab ek saath hai

Kahte hai jise dilo jaan ka rog
Ussi pyar se hare bhi hai log
Dekhoge tum kaise
Duniya jhukti hai aage
Kon kahta hai ki
Duniya pe koi jor nahi
Tum koi aur nahi hum
Bhi koi aur nahi

Hum jab ek saath hai
Sach hai ye to koi daur nahi
Tum koi aur nahi hum
Bhi koi aur nahi
Hum jab ek saath hai

Sare dardo ghum
Le ker saath me
O de do tum ye
Hath mere haath me
Fir bhi ye puchu kaise
Ye apne hote hai din raat
Fir humara na ho
Aisa to koi daur nahi
Tum koi aur nahi hum
Bhi koi aur nahi


Hum jab ek sath hai
Fir ye to koi daur nahi
Tum koi aur nahi hum
Bhi koi aur nahi
Hum jab ek saath hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top