Shambhu Lyrics

Shambhu Lyrics Lyrics

“Shambhu” Song Details:

Label: Times Music
Singer(s): Akshay Kumar, Vikram Montrose, Sudhir Yaduvanshi
Lyricist(s): Abhinav Shekhar
Composer(s): Vikram Montrose
Music Director(s): Vikram Montrose
Genre(s): Devotional
Music Label: © Times Music
Starring: Akshay Kumar

Shree Mahakal Mere Swami Bholenath
Tere Charno Mein Jag Sara
Magn Rahe Magn Rahe
Shree Mahakal Antaryami Bhairavnath
Saare Bhakton Ke Kashton Ko
Door Kare Door Kare

Alag Alag Hai Naam Tere
Par Kaam Hai Tera Ek
Haath Jod Sab Naman Karein
Sab Karein Rudra Abhishek

Bhole Ka Jo Dhyan Kare
Wo Kaam Kare Hai Nek
Devo Ke Hain Dev Hamare
Har Har Mahadev

Bano Yogi Padho Mantar
Bolo Shambhu Shiv Shankar
Teri Bhakti Hai Nirantar
Bolo Shambhu Shiv Shankar


Shree Mahakal Mere Swami Bholenath
Tere Charno Mein Jag Sara
Magn Rahe Magn Rahe
Shree Mahakal Antaryami Bhairavnath
Saare Bhakton Ke Kashton Ko
Door Kare Door Kare

Amrit Ki Hawa Mein
Jo Vish Pee Jaye
Neel Kanth Achal Hai
Om Namah Shivaay

Kan Kan Mein Samaaye
Shiv Ganga Dharaye
Mahakal Param Hai
Om Namah Shivaay

Alag Alag Hai Naam Tere
Par Kaam Hai Tera Ek
Haath Jod Sab Naman Karein
Sab Karein Rudra Abhishek

Bhole Ka Jo Dhyan Kare
Wo Kaam Kare Hai Nek
Devo Ke Hain Dev Hamare
Har Har Mahadev

Bano Yogi Padho Mantar
Bolo Shambhu Shiv Shankar
Teri Bhakti Hai Nirantar
Bolo Har Har Mahadev

Bano Yogi Padho Mantar
Bolo Shambhu Shiv Shankar
Teri Bhakti Hai Nirantar
Bolo Shambhu Shiv Shankar

Shree Mahakal Mere Swami Bholenath
Tere Charno Mein Jag Sara
Magn Rahe Magn Rahe
Shree Mahakal Antaryami Bhairavnath
Saare Bhakton Ke Kashton Ko
Door Kare Door Kare

Shree Mahakal Mere Swami Bholenath
Tere Charno Mein Jag Sara
Magn Rahe Magn Rahe
Shree Mahakal Antaryami Bhairavnath
Saare Bhakton Ke Kashton Ko
Door Kare Door Kare

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top