ऐसे क्यों Aise Kyun Lyrics

ऐसे क्यों Aise Kyun Lyrics Lyrics

“Aise Kyun” Song Details:

Web Series: Mismatched season 2
Singer(s): Anurag Saikia, Rekha Bhardwaj
Lyricist(s): Raj Shekhar
Music Director(s): Anurag Saikia
Genre(s): Playful
Director(s): Akarsh Khurana, Nipun Dharmadhikari
Music Label: © Netflix India
Starring: Prajakta Koli, Rohit Saraf, Rannvijay Singha, Vidya Malvade
Release on: 14th October, 2022

Aise Kyun Kuch To Likhti Hoon
Likh Ke Mitati Hoon Main Raat Bhar
Aise Kyun Batein Khud Ki Hi
Khud Se Chhupati Hoon Main Aaj Kal

Par Ye Sab Sochna
Dil Ko Yun Kholna
Sab Kuch Keh Kar Hi
Sab Ko Batana Zaroori Hai Kya
Aise Kyun

Aise Kyun Uske Hothon Pe
Acha Lagta Hai Mera Naam
Aise Kyun Kuch Bhi Bole Wo
Man Mein Ghulta Hai Zaafraan

Girta Hai Gulmohar
Khwabon Mein Raat Bhar
Aise Khwabon Se Baahar Nikalna
Zaroori Hai Kya


Aise Kyun
Haan Kyun Haan Kyun
Wo Kuch Bole Na Aise Kyun
Haan Kyun Haan Kyun
Wo Kuch Bole Na

Aksar Tumse Milkar Mujhko
Ghar Sa Lagta Hai
Fir Kyon Dil Hi Dil Mein Koi
Dar Sa Lagta Hai

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top