मनमर्ज़ियाँ Manmarziyaan Lyrics

मनमर्ज़ियाँ Manmarziyaan Lyrics Lyrics

“Manmarziyaan” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Aabhik Ghosh, Amrita Bharati
Lyricist(s): Sanjay Kumar Gond (Adhura)
Composer(s): Rajkumar Sengupta, Aabhik Ghosh
Music Director(s): Rajkumar Sengupta, Aabhik Ghosh
Genre(s): Romantic
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Aftab Shivdasani, Biri Santi

Kyun Aaj Kal Khushnuma Khushnuma
Hein Lag Raha Ye Shama
Kyun Ho Raha Mehrbaan Mehrbaan
Mera Zameen Aasmaan

Kyun Aaj Kal Khushnuma Khushnuma
Hein Lag Raha Ye Shama
Kyun Ho Raha Mehrbaan Mehrbaan
Mera Zameen Aasmaan

Naino Mein Apne Yun Basakar Tujhe
Tujhko Hi Duniya Mein Me Mana
Sunta Nahi Ab Dil Ye Mera
Karne Laga Hein Manmarziyaan
Beraagi Banke Zhoome Mann Mera
Karne Laga Hein Manmarziyaan

Chehara Tera Ye Yun Khil Khilaye
Chanda Bhi Najare Churaye
Roshan Ho Jaye Jab Muskuraye
Parwane Tujhme Kho Jaye


Madham Madham Ye Khwaishein
Badhne Lagi He Meri
Sabnam Sabnam Kaise Churaau
Bheege Hothon Se Teri

Sunta Nahi Ab Dil Ye Mera
Karne Laga Hein Manmarziyaan
Beraagi Banke Zhoome Mann Mera
Karne Laga Hein Manmarziyaan

Dil Pe Paabandi Maine Lagayi
Par Ye Baghavat Karne Lagi Mujhse Hi
Chahe Kya Ye Kisko Pata
Hal E Dil Na Ho Gaya
Nadaan Hein Ye Kyun Samje Na
Ishq Me Pagal Mera

Sunta Nahi Ab Dil Ye Mera
Karne Laga Hein Manmarziyaan
Beraagi Banke Zhoome Mann Mera
Karne Laga Hein Manmarziyaan

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top