Tum Jaha Ho Waha Lyrics

Tum Jaha Ho Waha Lyrics Lyrics

“Tum Jaha Ho Waha” Song Details:

Movie: Road To Sikkim (1969)
Singer(s): Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s): Jalal Malihabadi
Composer(s): Vijay Singh
Music Director(s): Vijay Singh
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Ravindra Dave
Music Label: © Saregama
Starring: Dev Kumar, Anju, Helen, Jayant, David, Lalita Pawar

Tum Jaha Ho Waha
Kya Yeh Mausam Nahi
Kya Nazare Waha
Muskurate Nahi
Kya Waha Yeh Ghataye
Barasati Nahi
Kya Kabhi Hum Tumhe
Yaad Aate Nahi
Tum Jaha Ho Waha
Kya Yeh Mausam Nahi
Kya Nazare Waha
Muskurate Nahi

Yeh Zamana Hamesha
Ka Bedard Hai
Dard E Dil Pe Koi
Hath Dharta Nahi
Dil Ki Fitrat Kabhi Ek Rehti Nahi
Zindagi Bhar Wafa
Koi Karta Nahi
Phir Bhi Jaise Bhulaya
Hai Tumane Hume
Phir Bhi Jaise Bhulaya
Hai Tumane Hume
Is Tarah Bhi Kisi Ko Bhulate Nahi
Tum Jaha Ho Waha
Kya Yeh Mausam Nahi
Kya Nazare Waha
Muskurate Nahi

Dard Hai Mere Dil
Ka Mere Git Mein
Git Gata Hu Main
Tum Mujhe Saz Do
Raat Khaamosh Hai
Aur Tanha Hai Dil
Tum Kaha Ho Zara
Dil Ko Awaaz Do
Jo Guzare the Humane
Mohabbat Mein Din
Jo Guzare the Humane
Mohabbat Mein Din
Kya Wo Din Ab Tumhe
Yaad Aate Nahi
Tum Jaha Ho Waha
Kya Yeh Mausam Nahi
Kya Nazare Waha
Muskurate Nahi
Tum Jaha Ho Waha
Kya Yeh Mausam Nahi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top