“Hum Toh Dil Tak Chahte The” Song Details:
| Label: | Zee Music Company |
| Singer(s): | Nishtha Sharma |
| Lyricist(s): | Azeem Shirazi |
| Music Director(s): | Anu Malik |
| Genre(s): | Love |
| Music Label: | © Zee Music Company |
| Starring: | Nishtha Sharma |
Dil Mein Jitane Labz the
Saare Zubaan Tak Aa Gaye
Dil Mein Jitane Labz the
Saare Zubaan Tak Aa Gaye
Pyar Mein Mere Kasam Se
Tum Kaha Tak Aa Gaye
Hum Toh Dil Tak Chahte the
Tum Toh Jahaan Tak Aa Gaye
Hum Toh Dil Tak Chahte the
Tum Toh Jahaan Tak Aa Gaye
Jab Tumhara Hone Ka Humne Irada Kar Liya
Tumse Har Ek Baat Ka Phir Humne Wada Kar Liya
Jab Tumhara Hone Ka Humne Irada Kar Liya
Tumse Har Ek Baat Ka Phir Humne Wada Kar Liya
Baat Aisi Hi Thi Tum Mein Ke Fidaa Hona Pada
Ishq Thoda Hi Bahot Tha Tum Ne Jyada Kar Liya
Pyar Ki Ye Inteha Hein Tum Jahaan Tak Aa Gaye
Pyar Ki Ye Inteha Hein Tum Jahaan Tak Aa Gaye
Hum Toh Dil Tak Chahte the
Tum Toh Jahaan Tak Aa Gaye
Hum Toh Dil Tak Chahte the
Tum Toh Jahaan Tak Aa Gaye
Dil Mein Jitane Labz the
Saare Zubaan Tak Aa Gaye
Pyar Mein Mere Kasam Se
Tum Kaha Tak Aa Gaye
Hum Toh Dil Tak Chahte the
Tum Toh Jahaan Tak Aa Gaye
Hum Toh Dil Tak Chahte the
Tum Toh Jahaan Tak Aa Gaye


