मेरी मंज़िल Meri Manzil Lyrics

मेरी मंज़िल Meri Manzil Lyrics Lyrics

“Meri Manzil” Song Details:

Label: TPZ Records
Singer(s): Amit Mishra
Lyricist(s): Vimal Kashyap
Music Director(s): Maanaav Podaar
Genre(s): Playful
Music Label: © TPZ Records
Starring: Tarun Namdev, Sana Sultan Khan

Ye Baarish Ki Boonde
Tumhe Aaj Bhi Dhoondhti Hain
Suno Zara

Ye Saare Hi Manzar Tere Baare
Mein Poochhte Hain
Suno Zara

Betaab Dariya Mein Hone Laga Hoon
Tum Aa Jao Na
Ye Baarish Ki Boonde Tumhe Aaj Bhi
Dhoondhti Hain
Suno Zara

Mere Hisse Aayi Ghum Ki Jo Ye Manzil
Manzoor Mujhko Nahi
Ja Chahe Ab Bhi Dil Ye Nazdikiyan Teri
Lauta De Pal Woh Mere


Be Saans Be Dhadkan Ho Ke Bhala Koi
Kis Tarah Zinda Rahe
Ho Ta Juda Hona Kyun Laazmi Sa
Koi To Mujhse Kahe

Uljhi Si Uljhan Hai
Paagal Sa Ye Mann Hai
Din Raat Tere Bina

Suljha Do Aake
Meri Saari Uljhan
Iltija Sun Lo Na
Jeet Loon Main Phir Se Tujhe
Ek Mauka De Do Mujhe

Ye Baarish Ki Boonde Tumhe
Aaj Bhi Dhoondhti Hain
Suno Zara

Ye Saare Hi Manzar Tere Baare
Mein Poochhte Hain
Suno Zara

Betaab Dariya Mein Hone Laga Hoon
Tum Aa Jao Na
Ye Baarish Ki Boonde Tumhe
Aaj Bhi Dhoondhti Hain
Suno Zara

Mere Hisse Aayi Ghum Ki Jo Ye Manzil
Manzoor Mujhko Nahi
Ja Chahe Ab Bhi Dil Ye Nazdikiyan Teri
Lauta De Pal Wo Mere

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top