Mera Yaar Lyrics

Mera Yaar Lyrics Lyrics

“Mera Yaar” Song Details:

Movie: Bhaag Milkha Bhaag (2013)
Singer(s): Javed Bashir
Lyricist(s): Prasoon Joshi
Composer(s): Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Music Director(s): Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Genre(s): Folk
Director(s): Rakeysh Omprakash Mehra
Music Label: © Sony Music
Starring: Farhan Akhtar, Sonam Kapoor, Rebecca Breeds, Prakash Raj, Pavan Malhotra, Nawab Shah, Herry Tangri, Yograj Singh, Dev Gill, Shriswara, Md. Sahidur Rahaman
Release on: 12th July, 2013

Mera Yaar Hai Rab Warga
Dildaar Hai Rab Warga
Mera Yaar Hai Rab Warga
Dildaar Hai Rab Warga
Ishq Karoon Ya
Karoon Ibaadat
Ishq Karoon Ya
Karoon Ibaadat
Ikko Hi Gal Ai
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo

Main Mandir Kyun Jaava
Mera Yaar Khuda Hai
Main Masjid Kyun Jaava
Mera Yaar Khuda Hai

Main Mandir Kyun Jaava
Mera Yaar Khuda Hai
Main Masjid Kyun Jaava
Mera Yaar Khuda Hai

Mere Pairon Mein Bhagra
Saanson Mein Tappe Tappe
Main Ishq Tarane
Gaaun Chappe Chappe


Ishq Karoon Ya
Karoon Ibaadat
Ishq Karoon Ya
Karoon Ibaadat
Ikko Hi Gal Ai
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo

Woh Noor Ka Jharna Hai
Main Pyaas Puraani
Maine Aankh Se Gatak
Liya Uss Husn Ka Paani
Woh Noor Ka Jharna Hai
Main Pyaas Puraani
Maine Aankh Se Gatak
Liya Uss Husn Ka Paani

Usey Takte Takte
Takte Umr Guzaarun
Koi Aur Khayal Jo
Aaye Jhat Se Utaarun

Ishq Karoon Ya
Karoon Ibaadat
Ishq Karoon Ya
Karoon Ibaadat
Ikko Hi Gal Ai
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo

Maine Ishq Itar Pehna
Main Khushboo Khushboo
Ab Wohi Mehakta Hai
Mere Bheetar Har Su
Maine Ishq Itar Pehna
Main Khushboo Khushboo
Ab Wohi Mehakta Hai
Mere Bheetar Har Su

Mere Pairon Mein Bhagra
Saanson Mein Tappe Tappe
Main Ishq Tarane
Gaaun Chappe Chappe

Ishq Karoon Ya
Karoon Ibaadat
Ishq Karoon Ya
Karoon Ibaadat
Ikko Hi Gal Ai
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo
Alif Allah Alif Allah
Alif Allah Hooo.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top