जानू ना Jaanu Na Lyrics

जानू ना Jaanu Na Lyrics Lyrics

“Jaanu Na” Song Details:

Label: Salim Sulaiman
Singer(s): Shraddha Pandit
Lyricist(s): Shraddha Pandit
Composer(s): Shraddha Pandit
Music Director(s): Shraddha Pandit
Genre(s): Love
Music Label: © Salim Sulaiman

Aadhi Kahaani Hai Yeh Poori Toh Nahi
Kehte Ho Mere Ho Par Mere Tum Nahi
Nazdeekiyan Hain Par Us Wajah Se
Do Dil Ek Hojayen Zaruri Toh Nahi

Jaanu Na Rishta Hai Ye Kya
Bewajah Tumse Hai Juda
Jaanu Na Rishta Hai Ye Kya
Bewajah Tumse Hai Juda

Yeh Bhi Socha Na Tumne
Ke Dillagi Mein Shayad Dil Bhi Totega
Hum Dono Mein Ek Toh Hamesha Roothega
Haan Jo Tumse Na Pooche
Dil en Sawaalon Ko Phir Kisse Puchega

Ishq Nibhaana Yeh Majboori Toh Nahi
Ishq Jataana Yeh Kamzori Toh Nahi
Najdeekiyaan Hain Par Us Wajah Se
Do Dil Ek Hojayen Zaruri Toh Nahi


Jaanu Na Rishta Hai Ye Kya
Bewajah Tumse Hai Juda
Jaanu Na Rishta Hai Ye Kya
Bewajah Tumse Hai Juda

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top