दीदार हुआ Deedar Hua Lyrics

दीदार हुआ Deedar Hua Lyrics Lyrics

“Deedar Hua” Song Details:

Label: OSM Records
Singer(s): Chitranshi, Laqshay Kapoor
Lyricist(s): Abhendra Kumar Upadhyay
Music Director(s): Vibhas Arora
Genre(s): Love
Music Label: © Osm Records
Starring: Mohit Hiranandani, Manpreet Kaur

Mujhe Jab Se Tera Deedar Hua
Mera Sufi Sa Kirdaar Hua
Mujhe Jab Se Tera Deedaar Hua
Mera Sufi Sa Kirdaar Hua

Maine Harf Harf Likha Tujhe
Aur Khud Urdu Sa Ho Gaya
Tu Phool Hai Teri Sangat Mein
Main Khushbu Sa Ho Gaya

Tere Ishq Ka Jo Haqdaar Hua
Mera Sufi Sa Kirdaar Hua

Main Duaon Ki Jagah Pe
Tujhko Padh Ke Aayi Hoon
Haan Main Dargahon Pe Jaake
Baandh Dil Ko Aayi Hoon
Ishq Wali Rasmein Poori Tu Kar De
Apne Liye Mujhko Zaroori Tu Kar De


Mehrbaan Khuda Iss Baar Hua
Haan Jab Se Tu Mera Yaar Hua
Maine Harf Harf Likha Tujhe
Aur Khud Urdu Sa Ho Gaya
Tu Phool Hai Teri Sangat Mein
Main Khushboo Sa Ho Gaya

Kaagazi Si Aankhen Teri
Har Taraf Likh Le Mujhe
Is Tarah Tum Mere Hote
Har Taraf Dikhte Mujhe
Itni Mohabbat Leke Tu Aana
Tujhme Hi Beete Mera Zamana
Mujhe Sach Mein Ye Aitbaar Hua
Haan Tu Hi Mera Ghar Baar Hua

Maine Harf Harf Likha Tujhe
Aur Khud Urdu Sa Ho Gaya
Tu Phool Hai Teri Sangat Mein
Main Khushboo Sa Ho Gaya

Ishq Mein Ishq Mein Ishq Mein
Tere Ishq Mein Ishq Mein Ishq Mein
Ishq Mein Ishq Mein Ishq Mein
Tere Ishq Mein Ishq Mein Ishq Mein
Ishq Mein Ishq Mein Ishq Mein
Tere Ishq Mein Ishq Mein Ishq Mein
Ishq Mein Ishq Mein Ishq Mein
Tere Ishq Mein Ishq Mein Ishq Mein

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top