याद करते रहो याद आते रहो Yaad Karte Raho Yaad Aate Raho Lyrics

याद करते रहो याद आते रहो Yaad Karte Raho Yaad Aate Raho Lyrics Lyrics

“Yaad Karte Raho Yaad Aate Raho” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Shahid Mallya
Lyricist(s): Vikki Nagar
Music Director(s): Anu Malik
Genre(s): Playful
Music Label: © Zee Music Company

Yaad Karte Raho Yaad Aate Raho

Yaad Karte Raho Yaad Aate Raho
Waqt Tanhaayi Ka Bhi Guzar Jaayega
Yaad Karte Raho Yaad Aate Raho
Waqt Tanhaayi Ka Bhi Guzar Jaayega

Door Jaate Raho Paas Aate Raho
Waqt Tanhaayi Ka Bhi Guzar Jaayega

Iss Mohabbat Ka Ab Jo Bhi Anjaam Ho
Iss Mohabbat Ka Ab Jo Bhi Anjaam Ho
Mere Dil Ko Tasalli Dilate Raho
Mere Dil Ko Tasalli Dilate Raho


Yaad Karte Raho Yaad Aate Raho
Waqt Tanhaayi Ka Bhi Guzar Jaayega
Door Jaate Raho Paas Aate Raho
Waqt Tanhaayi Ka Bhi Guzar Jaayega
Yaad Karte Raho Yaad Aate Raho

Ek Hum Hi Nahi Yeh Jahaan Bhi Toh Hai
Dooriyan Hi Nahi Intehaa Bhi Toh Hai
Ek Hum Hi Nahi Yeh Jahaan Bhi Toh Hai
Dooriyan Hi Nahi Intehaa Bhi Toh Hai

Ishq Kaise Mitaayega Yeh Faasla
Dooriyon Se Badhe Ishq Ka Hausla
Ishq Ka Hausla Ishq Ka Faisla

Ishq Aankhon Mein Aa To Koi Gham Nahi
Thoda Hanste Raho Muskuraate Raho

Yaad Karte Raho Yaad Aate Raho
Waqt Tanhaayi Ka Bhi Guzar Jaayega
Door Jaate Raho Paas Aate Raho
Waqt Tanhaayi Ka Bhi Guzar Jaayega
Yaad Karte Raho Yaad Aate Raho

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top