“Hum Jaisa Kaun” Song Details:
| Movie: | Gauna (1950) |
| Singer(s): | Lata Mangeshkar |
| Lyricist(s): | Qamar Jalalabadi |
| Composer(s): | Bhagatram Batish, Husnlal Batish |
| Music Director(s): | Bhagatram Batish, Husnlal Batish |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Amiya Chakrabarty |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Usha Kiran, Wasti, Anoop Kumar, Purnima, S. Nazir, Kesari, Shailendra, Indumati |
Hum jaisa kaun hoga
Zamane mein badnasib
Manzil se dur ho gaye
Manzil ke samne
Agar dil kisi par
Lutaya na hota
Agar dil kisi par
Lutaya na hota
Agar dil kisi par to ashko ka
Dariya bahaya na hota
Agar dil kisi par
Lutaya na hota
Agar dil kisi par
Jo malum hota
Ke hoga andhera
Ke hoga andhera
Jo malum hota
Ke hoga andhera
Ke hoga andhera
Chirage mohabbat
Jalaya na hota
Chirage mohabbat
Jalaya na hota
Agar dil kisi par
O duniya ke malik
Juda tha jo karna
Juda tha jo karna
O duniya ke malik
Juda tha jo karna
Juda tha jo karna
To achha tha unse
Milaya na hota
To achha tha unse
Milaya na hota
Agar dil kisi par to ashko ka
Dariya bahaya na hota
Agar dil kisi par
Lutaya na hota
Agar dil kisi par.


