Aasman Se Utara Gaya Lyrics

Aasman Se Utara Gaya Lyrics Lyrics

“Aasman Se Utara Gaya” Song Details:

Album/Label: Awargi Mein Had Se
Singer(s): Munni Begum
Composer(s): Munni Begum
Music Director(s): Munni Begum
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Times Music
Release on: 15th April, 2013

Aasman se utara gaya
Aasman se utara gaya
Aasman se utara gaya
Zindagi deke mara gaya
Zindagi deke mara gaya
Aasman se utara gaya
Pyaar jisne kiya soch le soch le
Pyaar jisne kiya soch le soch le
Woh to bemoat mara gaya
Woh to bemoat mara gaya
Aasman se utara gaya
Aasman se utara gaya

Hum to saahil ko deke fareb
Hum to saahil ko deke fareb
Hum to saahil ko deke fareb
Hum to saahil ko deke fareb
Moat ke ghaat utara gaya
Moat ke ghaat utara gaya
Aasman se utara gaya
Aasman se utara gaya

Uth ke mehfil se woh kyaa gaye
Uth ke mehfil se woh kyaa gaye
Uth ke mehfil se woh kyaa gaye
Uth ke mehfil se woh kyaa gaye
Saath main dil hamara gaya
Saath main dil hamara gaya
Aasman se utara gaya
Aasman se utara gaya

Moat se bhi jo na mar saka haay
Moat se bhi jo na mar saka
Moat se bhi jo na mar saka
Moat se bhi jo na mar saka
Usko nazro se mara gaya
Usko nazro se mara gaya
Aasman se utara gaya
Zindagi deke mara gaya
Pyaar jisne kiya soch le soch le
Woh to bemoat mara gaya
Woh to bemoat mara gaya
Aasman se utara gaya
Aasman se utara gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top