होठ तेरे जिक्र मेरा Honth Tere Zikra Mera Lyrics

होठ तेरे जिक्र मेरा Honth Tere Zikra Mera Lyrics Lyrics

“Honth Tere Zikra Mera” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Rahul Jain, Anupama Raag
Lyricist(s): Azeem Shirazi
Music Director(s): Anupama Raag
Genre(s): Playful
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Samarthya Gupta, Aaraddhana Sharma, Harshvardhan Singh

Tujh Mein Kuch Bhi Nahi Jo Tera Hai
Tu Tera Bhi Nahi Hai Mera Hai
Tujh Mein Kuch Bhi Nahi Jo Tera Hai
Tu Tera Bhi Nahi Hai Mera Hai

Hoth Tere Hai Zikr Mera Hai
Teri Saanson Ka Itar Mera Hai
Tere Seene Mein Sirf Rehta Hai
Tera Dil Bhi Toh Mitr Mera Hai

Hoth Tere Hai Zikr Mera Hai
Teri Saanson Ka Itar Mera Hai
Tere Seene Mein Sirf Rehta Hai
Tera Dil Bhi Toh Mitr Mera Hai

Tujh Mein Kuch Bhi Nahi Jo Tera Hai
Tu Tera Bhi Nahi Hai Mera Hai


Main Lamha Tu Waqt Mera
Tujh Mein Hi Din Dhale Gaye Ab Mera
Ab Koi Tujhko Dekhe Bhi Kyu
Iski Ijaazat Bhi Kyu Doon Bhala

Khud Se Bhi Zyada Teri Hi Fikr
Kehta Nahi Phir Bhi Karta Hoon
Aisa Kabhi Hota Hi Nahi
Main Saans Loon Tujhko Dekhe Bina

Banke Kalma Labon Pe Thehra Hai
Tujh Pe Dil Ki Nazar Ka Pehra Hai

Hoth Tere Hai Zikr Mera Hai
Teri Saanson Ka Itar Mera Hai
Tere Seene Mein Sirf Rehta Hai
Tera Dil Bhi Toh Mitr Mera Hai

Tujh Mein Kuch Bhi Nahi Jo Tera Hai
Tu Tera Bhi Nahi Hai Mera Hai

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top