रस्म ए वफ़ा Rasm e Wafa Lyrics

रस्म ए वफ़ा Rasm e Wafa Lyrics Lyrics

“Rasm e Wafa” Song Details:

Label: Sahir Ali Bagga
Singer(s): Sahir Ali Bagga
Lyricist(s): Purnam Allahabadi
Music Director(s): Sahir Ali Bagga
Genre(s): Playful
Music Label: © Sahir Ali Bagga

Dastoor Mohabbat Ka Sikhaya Nahi Jaata
Yeh Aisa Sabak Hai Jo Padhaya Nahi Jaata
Kamsin Hai Wo Aise Unhein Zalim Kahoon Kaise
Masoom Pe Ilzaam Lagaya Nahi Jaata

Jaan Jab Tak Fida Nahi Hoti
Jaan Jab Tak Fida Nahi Hoti
Poore Rasm E Wafa Nahi Hoti
Poore Rasm E Wafa Nahi Hoti

Bewafa Se Na Rakh Wafa Ki Aas
Bewafa Se Na Rakh Wafa Ki Aas
Bewafa Se Wafa Nahi Hoti
Bewafa Se Wafa Nahi Hoti
Jaan Jab Tak Fida Nahi Hoti

Kiye Wade Sabhi Khud Se Kabhi Toda Nahi Karte
Mohabbat Ho To Phir Kabhi Chhoda Nahi Karte


Hain Dua Ki Na Yaad Aaye Wo
Hain Dua Ki Na Yaad Aaye Wo
Hain Dua Ki Na Yaad Aaye Wo

Ye Bhi Poori Dua Nahi Hoti
Ye Bhi Poori Dua Nahi Hoti

Bewafa Se Na Rakh Wafa Ki Aas
Bewafa Se Na Rakh Wafa Ki Aas
Bewafa Se Wafa Nahi Hoti
Bewafa Se Wafa Nahi Hoti

Suno Ghum E Ulfat Mein
Tum Aansu Na Bahaao
Is Aag Ko Paani Se
Bujhaya Nahi Jaata

Ab Maut Hi Le Jaaye To Le Jaaye Yahan Se
Goonje Se Tere Humse To Jaa Nahi Jaata

Na Mohabbat Karo Ye Karte Nahi
Na Mohabbat Karo Ye Karte Nahi
Na Mohabbat Karo Ye Karte Nahi

Ye To Hoti Hai Ya Nahi Hoti
Ye To Hoti Hai Ya Nahi Hoti

Bewafa Se Na Rakh Wafa Ki Aas
Bewafa Se Na Rakh Wafa Ki Aas
Bewafa Se Wafa Nahi Hoti
Bewafa Se Wafa Nahi Hoti

Jaan Jab Tak Fida Nahi Hoti

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top