Dil Ka Karaar Hain Lyrics

“Dil Ka Karaar Hain” Song Details:

Album/Label: Ishq Subhan Allah (2013)
Singer(s): Pooja Shrivastava
Lyricist(s): Bhupen Chhadva
Composer(s): Om Prakash Pathak, Miten Chhadva
Music Director(s): Om Prakash Pathak, Miten Chhadva
Genre(s): Romantic
Music Label: © Laughing Buddha

Dil ka karaar hain
Mera dildar hain
Jeevan ka tu aaina
Mera singar hain
Dil ka karaar tu hain
Mera dildar tu hain
Jeevan ka tu aaina
Mera sringar hain
Pehla pehla pyar tu
Pehla pehla pyar hain
Pehla pehla pyar hain

Dil ka karaar hain
Mera dildar hain
Jeevan ka tu aaina
Mera singar hain
Dil ka karaar tu hain
Mera dildar tu hian
Jeevan ka tu aaina
Mera sringar hain
Pehla pehla pyar tu
Pehla pehla pyar hain
Pehla pehla pyar hain

Jaane kaisi khushi hain mili
Main to kaliyo se khilne lagi
Jhum kar khud mein lehrati hu
Teri chaahat mein kab se jagi
Mera tuhi yaar hain
Pehla pehla pyar hain
Pehla pehla pyar hain

Dil ka karaar hain
Mera dildar hain
Jeevan ka tu aaina
Mera singar hain
Dil ka karaar tu hain
Mera dildar tu hain
Jeevan ka tu aaina
Mera sringar hain
Pehla pehla pyar tu
Pehla pehla pyar hain
Pehla pehla pyar hain

Tujhse milke jawa ho gayi
Pal mein dekho kahan kho gayi
Ud rahi hu main aisa lage
Badhti mein aasman chhu gayi
Tujhse bahaar hain
Pehla pehla pyar hain
Pehla pehla pyar hain


Dil ka karaar hain
Mera dildar hain
Jeevan ka tu aaina
Mera singar hain
Dil ka karaar tu hain
Mera dildar tu hain
Jeevan ka tu aaina
Mera sringar hain
Pehla pehla pyar tu
Pehla pehla pyar hain
Pehla pehla pyar hain
Pehla pehla pyar hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top