“Bhaaga Bhaaga” Song Details:
| Movie: | Jhoothi (1985) |
| Singer(s): | Asha Bhosle |
| Lyricist(s): | Maya Govind |
| Composer(s): | Bappi Lahiri |
| Music Director(s): | Bappi Lahiri |
| Genre(s): | Masti |
| Director(s): | Hrishikesh Mukherjee |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Raj Babbar, Rekha, Amol Palekar, Supriya Pathak |
| Release on: | 23rd September, 1985 |
Bhaaga bhaaga dushman bhaaga
Bhaaga are bhaaga dushman bhaaga
Chakkar wo chalaya kitna maja aa gaya
Chakkar wo chalaya kitna maja aa gaya
Bhaaga bhaaga dushman bhaaga
Hasta hua wo aaya yaha
Aaya tha banne dulha miya
Hasta hua wo aaya yaha
Aaya tha banne dulha miya
Lallu banaya maine use
Chuti gale se bala
Bhaaga bhaaga dushman bhaaga
Chakkar wo chalaya kitna maja aa gaya
Bhaaga bhaaga dushman bhaaga
Suraj ke jaise zero bane
Chala murarari hero banne
Suraj ke jaise zero bane
Chala murarari hero banne
Model purani gadi ka tha
Wapis khatara kiya
Bhaga bhaaga dushman bhaaga
Chakkar wo chalaya kitna maja aa gaya
Bhaaga bhaaga dushman bhaaga.


