“Rasme Wafa Na Jane” Song Details:
| Movie: | Ghungroo (1952) |
| Singer(s): | Lata Mangeshkar |
| Lyricist(s): | Rajendra Krishan |
| Composer(s): | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
| Music Director(s): | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Hiren Bose |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Om Parkesh, Sumitra Devi, Badri Prasad, Kuldip Kaur, Murad, K N Singh |
Badnam ho raha hai ab ishq ka fasana
Badnam ho raha hai ab ishq ka fasana
Rashme wafa na jane
Rashme wafa na jane ye bewafa jamana
Badnam ho raha hai ab ishq ka fasana
Kahte hai ishq jisko hai zindagi ke bazi
Kahte hai ishq jisko hai zindagi ke bazi
Koi khel to nahi hai dunia me dil lagana
Koi khel to nahi hai dunia me dil lagana
Rashme wafa na jane
Rashme wafa na jane ye bewafa jamana
Badnam ho raha hai ab ishq ka fasana
Muskil nahi hai koi wada wafa ka karna
Muskil bahut hai lekin karke use nibhana
Muskil bahut hai lekin karke use nibhana
Rashme wafa na jane
Rashme wafa na jane ye bewafa jamana
Badnam ho raha hai ab ishq ka fasana.


