Thi Aur Ek Mulakat Lyrics

Thi Aur Ek Mulakat Lyrics Lyrics

“Thi Aur Ek Mulakat” Song Details:

Movie: Nirmal (1952)
Singer(s): Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist(s): Moti B. A.
Composer(s): Bulo C. Rani
Music Director(s): Bulo C. Rani
Genre(s): Happy (Feel Good)
Music Label: © Saregama
Starring: Amarnath, Purnima Razi, Shanta Kumar, Shyam Kumar, Habib, Cuckoo

Thi aur mulakat wo
Ab aur mulakat ho
Hatho mein hath ho
Kuch aankho se baat ho
Ho re
Thi aur mulakat wo
Ab aur mulakat ho
Hatho mein hath ho
Kuch aankho se baat ho
Ho re

Bhole pardeshi tum ruth na jana
Bhole pardeshi tum ruth na jana
Bhole pardeshi tum ruth na jana
Ho re

Ek bar aur mujhe jhalak dikhana
Ek bar aur mujhe jhalak dikhana
Ho re
Hum tumhare sath hai
Tum hamare sath ho
Hatho mein hath ho
Kuch aankho se baat ho
Ho re

Prem ke hindole mein
Main tumko jhulau jhulau
Jhulau jhulau
Ruthe huye balam ko
Hans ke manau
Ruthe huye balam ko
Hans ke manau
Ho re
Hum tumhare sath hai
Tum hamare sath ho
Hatho mein hath ho
Kuch aankho se baat ho
Ho re

Dhadkan mein piya teri
Piya teri yaad samayi
Dhadkan mein piya teri
Piya teri yaad samayi
Tere liye sapno ki raat sajayi
Tere liye sapno ki raat sajayi
Tere liye sapno ki raat sajayi
Aaja
Hum tumhare sath hai
Tum hamare sath ho
Hatho mein hath ho
Kuch aankho se baat ho
Ho re.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top