Jab Duniya Badli Hai Lyrics

Jab Duniya Badli Hai Lyrics Lyrics

“Jab Duniya Badli Hai” Song Details:

Movie: Armaan (1953)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
Composer(s): S. D. Burman
Music Director(s): S. D. Burman
Genre(s): Philosophical
Director(s): Fali Mistry
Music Label: © Saregama
Starring: Dev Anand, Madhubala, Jagirdar

Jab duniya badli hai
Phir kyun na badle hum
Khilte huye mausam mein
Kyun bite rut ka gam
Jab duniya badli hai
Phir kyu na badle hum
Khilte huye mausam mein
Kyun bite rut ka gam

Jo bite bit gayi,
Jo bite bit gayi ab
Usko yaad na kar
Rangin baharo ko
Yuhi barbad na kar
In najuk ghadiyo ki
Umre hoti hai kam
Khilte huye mausam mein
Kyu bite rut ka gam
Jab duniya badli hai phir
Kyu na badle hum
Khilte huye mausam mein
Kyu bite rut ka gam

Chahat ke gulshan se,
Chahat ke gulshan se
Khushiyo ki kaliya chun
Kuchh apne dil ki kah
Kuchh mere dil ki sun
Ye duri kaisi hai main
Phul tu shabnam
Khilte huye mausam mein
Kyun bite rut ka gam
Jab duniya badli hai phir
Kyun na badle hum
Khilte huye mausam mein
Kyun bite rut ka gam.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top