Bhul Ja Sapne Suhane Lyrics

Bhul Ja Sapne Suhane Lyrics Lyrics

“Bhul Ja Sapne Suhane” Song Details:

Movie: Rajdhani (1956)
Singer(s): Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi
Composer(s): Hansraj Behl
Music Director(s): Hansraj Behl
Genre(s): Romantic
Director(s): Naresh Saigal
Music Label: © Saregama
Starring: Sunil Dutt, Nimmi, Tiwari, Naaz, Durga Khote

Bhul ja sapne suhane bhul ja
Bhul ja sapne suhane bhul ja
Kaise tujhko bulau
Sajna sajna sajna
Maine tumse dur
Dil gham se chur
Mere dil ko sajan samjha ja
Kaise tumko bhulau sajna

Ek tufa idhar ho
Ek tufa idhar ho
Fir bhi milke rahegi
Nazar se nazar
Fir bhi milke rahegi
Nazar se nazar
Aaj milke rahegi nazar
Kaise tujhko bulau sajna
Bhul ja sapne suhane bhul ja

Mujhe teri kasam ho
Nahi marne ka gham ho
Gham ye hai bichad
Jayenge tumse hum
Gham ye hai bichad
Jayenge tumse hum
Ho bichad jayenge tumse hum
Bhul ja sapne suhane bhul ja
Kaise tujhko bulau sajna

Aaye lahro ka sina
Sanam chir ke ho
Aaye lahro ka sina
Sanam chir ke ho
Jeetna hai tujhe aaj takdir se
Jeetna hai tujhe aaj takdir se
Aaj takdir se o sanam
Kaise tujhko bhulau sajna
Bhul ja sapne suhane bhul ja
Kaise tujhko bulau sajna
Bhul ja sapne suhane bhul ja
Kaise tujhko bulau sajna.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top