Yeh Hansi Yeh Khushi Lyrics

Yeh Hansi Yeh Khushi Lyrics Lyrics

“Yeh Hansi Yeh Khushi” Song Details:

Movie: Armaan (1953)
Singer(s): Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
Composer(s): S. D. Burman
Music Director(s): S. D. Burman
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Fali Mistry
Music Label: © Saregama
Starring: Dev Anand, Madhubala, Jagirdar

Ye hansi ye khushi lakho baras yuhi aaye
Ye hansi ye khushi lakho baras yuhi aaye
Ye hansi ye khushi lakho baras yuhi aaye
Nau jawani teri geet gati rahe
Jindagi naaj se muskarati rahe
Nau jawani teri geet gati rahe
Jindagi naaj se muskarati rahe

Dham badan roop se dhup chadati rahe
Har adda teri jadu jagati rahe
Ye tera bakpan, sabke dilo me samaye
Ye hansi ye khushi lakho baras yuhi aaye

Aarzoo se chaman mein bahar aa gayi
Har khushi kar ke solha singhar aa gayi
Aarzoo se chaman mein bahar aa gayi
Har khushi kar ke solha singhar aa gayi
Aaj sadiyo ke armaan pure huye
Vo ghadi jiska intjaar tha aa gayi
Pyaar ne jhum ke heero ke moti lutaye
Ye hansi ye khushi lakho baras yuhi aaye

Dhadkano ka sarana badalne ko hai
Aaj sara jamana badalane ko hai
Dhadkano ka sarana badalne ko hai
Aaj sara jamana badalane ko hai
Jindagi ne li hai nayi karwate
Aaj sara fasana badalne ko hai
Ye hawa ye fiza na jane kya rang laye
Ye hansi ye khushi lakho baras yuhi aaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top