“Chali Chakori” Song Details:
| TV Show: | Udaan Sapno Ki (2014) |
| Genre(s): | Playful |
| Starring: | Spandan Chaturvedi, Sai Deodhar, Tasheen Shah, Sai Ballal, Suhasini Mulay, Prachee Pathak, Rajiv Kumar, Sharanya Bijlani, Yash Mistry, Vijay Aidasani, Sandeep Baswana, Dolphin Dwivedi, Ginny Virdi, Moni Rai, Dardhan Gurjar, Prakash Ramchandani |
| Release on: | 18th August, 2014 |
Chali chakori chaand ko chhune
Pankh laga ke o
Pankh laga ke sapno ke
Chali chakori chaand ko chhune
Chali chakori
Hawa ke jhoke paaon ke niche
Upar hai aakash
Badal barkha pichhe pichhe
Saath chale vishvaas
Udti jaaye badti jaaye
Chanda apne paas bulaye
Phool bichhye kirno ke
Chali chakori chaand ko chhune
Pankh laga ke o
Pankh laga ke sapno ke
Chali chakori chaand ko chhune
Chali chakori.


