Hai Nazarbaaz Saiyyan Lyrics

Hai Nazarbaaz Saiyyan Lyrics Lyrics

“Hai Nazarbaaz Saiyyan” Song Details:

Movie: Sawan Bhadon
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Verma Malik
Composer(s): Master Sonik, Om Prakash Sonik
Music Director(s): Master Sonik, Om Prakash Sonik
Genre(s): Dance
Director(s): Mohan Segal
Music Label: © Saregama
Starring: Navin Nischol, Rekha

Hai nazarbaaz saiyyan
Nazariya na maro
Hai nazarbaaz saiyyan
Nazariya na maro
Nazarbaz saiya nazarbaz
Saiya nana na
Hote hai dil ke kale
Ye mithi nazariya wale
Hai nazarbaaz saiyyan
Nazariya na maro
Hai nazarbaaz saiyyan
Nazariya na maro

Bahki bahki adaye meri
Jab jab machal gayi
Bahki bahki adaye meri
Jab jab machal gayi
Chikne badan par
Teri nazare fisal gayi
Bewafa tu harjayi
Ter jaisi chaturayi
Dekhi kahi nahi
Are har baabt me nirale
Ye mithi nazariya wale
Hai nazarbaaz saiyyan
Nazariya na maro
Hai nazarbaaz saiyyan
Nazariya na maro

Koi chede haye re koi dekhe
Kahi koi meri jaa
Koi chede haye re koi dekhe
Kahi koi meri jaa
Chahe mujhe jamana
Jab se hui jawa
Dil kayi lene wale
Ha dil kayi lene wale
Ab jau main kaha
Daiya re inse koi bachale
Ye mithi nazariya wale
Hai nazar hai nazarbaaz saiyyan
Nazariya na maro
Hai nazarbaaz saiyyan
Nazariya na maro

Hai nazarbaaz saiyyan
Hai nazarbaaz saiyyan
Hai nazarbaaz saiyyan
Nazariya na maro maro
Hai nazarbaaz saiyyan
Nazariya na maro
Hai nazarbaaz saiyyan
Nazariya na maro.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top