Dard E Mohabbat Dard E Judaai Lyrics

Dard E Mohabbat Dard E Judaai Lyrics Lyrics

“Dard E Mohabbat Dard E Judaai” Song Details:

Movie: Watan (1954)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Shewan Rizvi
Composer(s): Hafiz Khan
Music Director(s): Hafiz Khan
Genre(s): Sad
Director(s): Nanabhai Bhatt
Music Label: © Saregama
Starring: Trilok Kapoor, Nirupa Roy, Munawar Sultana, Madan Puri, Surya Kumari, Jayant, Cuckoo

Dard e mohabbat dard e judaai
Dard e mohabbat dard e judaai
Aye mere maula teri duhai
Dard e mohabbat

Ishk ki garmi aankho mein aasu
Aankho mein aasu
Ishk ki garmi aankho mein aasu
Aankho mein aasu
Pyar mein di thi gum ki judai
Aye mere maula teri duhai
Dard e mohabbat

Kaisi ye ulfat aur ye tufa
Aur ye tufa
Kaisi ye ulfat aur ye tufa
Aur ye tufa
Tere siwa kuch de na dikhai
Aye mere maula teri duhai
Dard e mohabbat

Tere karam ka sabko bharosha
Sabko bharosha
Tere karam ka sabko bharosha
Sabko bharosha
Gumo ki kashti tune bachai
Aye mere maula teri duhai
Dard e mohabbat dard e judaai
Aye mere maula teri duhai
Dard e mohabbat.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top