Main Tere Khwabo Mein Lyrics

Main Tere Khwabo Mein Lyrics Lyrics

“Main Tere Khwabo Mein” Song Details:

Album/Label: Kuch Dil Ne Kaha (2002)
Singer(s): Udit Narayan
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Nikhil, Vinay
Music Director(s): Nikhil, Vinay
Genre(s): Romantic
Director(s): Anupam Sinha
Music Label: © T Series
Starring: Rakesh Bapat, Reema Sen, Nandini Singh

Main tere khwabo mein chala aaunga
Main teri raato ko jaga jaunga
Main tere khwabo mein chala aaunga
Main teri raato ko jaga jaunga
Teri bindiya teri payal teri nindiya tera kajal
Sab kuchh churake le jaunga
Main tere khwabo mein chala aaunga
Main teri raato ko jaga jaunga
Teri bindiya teri payal teri nindiya tera kajal
Sab kuchh churake le jaunga
Main tere khwabo mein chala aaunga
Main teri raato ko jaga jaunga

Teri marji na ho toh pas nahi aaunga
Pas chala aaunga toh door nahi jaunga
Teri marji na ho toh pas nahi aaunga
Pas chala aaunga toh door nahi jaunga
Tere nakhre tera gussa tere jhumke tera thumka
Sab kuchh churake le jaunga
Main tere khwabo mein chala aaunga
Mai teree raato ko jaga jaunga
Teree bindiya teree payal, teree nindiya teraa kajal
Sab kuchh churake le jaunga
Main tere khwabo mein chala aaunga
Main teri raato ko jaga jaunga
Teri bindiya teri payal teri nindiya tera kajal
Sab kuchh churake le jaunga
Main tere khwabo mein chala aaunga
Main teri raato ko jaga jaunga

Husn pe apne tujhko kitana gurur hai
Ha tu jawani ki masti mein choor hai
Husn pe apne tujhko kitana gurur hai
Ha tu jawani ki masti mein choor hai
Tera hasna tera rona tera jagna tera sona
Sab kuchh churake le jaunga
Main tere khwabo mein chala aaunga
Main teri raato ko jaga jaunga
Teri bindiya teri payal teri nindiya tera kajal
Sab kuchh churake le jaunga
Main tere khwabo mein chala aaunga
Main teri raato ko jaga jaunga.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top