Khushi Dil Ki Barbaadiyaan Lyrics

Khushi Dil Ki Barbaadiyaan Lyrics Lyrics

“Khushi Dil Ki Barbaadiyaan” Song Details:

Movie: Shikwa (1950)
Singer(s): Talat Mahmood
Composer(s): Sajjad Hussain
Music Director(s): Sajjad Hussain
Genre(s): Playful
Music Label: © Saregama
Release on: 1st January, 1950

Khushi dil ki barbaadiyaan saath laayi
Khushi dil ki barbaadiyaan saath laayi
Mohabbat ki duniya basaa kar mitaayi
Mohabbat ki duniya basaa kar mitaayi
Khushi dil ki barbaadiyaan saath laayi

Kahaan se kahaan aa gaye
Chalte chalte
Kahaan se kahaan aa gaye
Chalte chalte
Magar iss mohabbat ki manzil na aayi
Mohabbat ki duniya basaa kar mitaayi
Khushi dil ki barbaadiyaan saath laayi

Abhi muskuraane na paaye thhe hum tum
Abhi muskuraane na paaye thhe hum tum
Na paaye thhe ham tum
Muqaddar ne ik aur thhokar lagaayi
Mohabbat ki duniyaa basaa kar mitaayi
Khushi dil ki barbaadiyaan saath laayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top