Jaane Kyu Dekhta Hai Lyrics

Jaane Kyu Dekhta Hai Lyrics Lyrics

“Jaane Kyu Dekhta Hai” Song Details:

Movie: Shabnam (1994)
Singer(s): Anuradha Paudwal
Lyricist(s): Rani Malik
Composer(s): Anu Malik
Music Director(s): Anu Malik
Genre(s): Motivational
Music Label: © T-Series
Starring: Mohnish Bahl, Aruna Irani, Kanchan, Kanchan, Bharat Kapoor, Shammi Kapoor, Alok Nath, Paresh Rawal
Release on: 1st January, 1994

Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Deta nahi sahi jab
Deta nahi sahi jab pahechan aaina
Deta nahi sahi jab
Deta nahi sahi jab pahechan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina

Aaina kuch bhi nahi
Aankhon ka dhoka hai
Aata hai wo nazar
Dil mein jo hota hai
Aaina aur dil ka ek sa fasana hai
Anjaam in dono ka sirf tut jana hai
Jee chaahe tod du
Jee chaahe tod du beiman aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina

Berukhi si pehle dilbar
Zakhm deke jati hai
Kanto ki nok se phir
Marham lagate hai
Ek aisa aaina ho jis mein
Dil dikhaye hum
Unse kya hai mera rista
Unko bataye hum
Mujhpe agar ho jaaye
Mujhpe agar ho jaaye maherban aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Deta nahi sahi jab
Deta nahi sahi jab pahechan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top