“Titli Si Ud Chali” Song Details:
| Movie: | Escape From Taliban (2003) |
| Singer(s): | Alka Yagnik, Sana Aziz |
| Lyricist(s): | Mehboob Alam Kotwal |
| Composer(s): | Vanraj Bhatia |
| Music Director(s): | Vanraj Bhatia |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Ujjal Chattopadhyaya |
| Music Label: | © BMG Crescendo |
| Starring: | Manisha Koirala, Nawab Shah, Vineeta Malik, Prithvi Zutshi, Alyy Khan, Shoorveer Tyagi, Pritam Wadhwa, Farid Khan, Ferozeh |
| Release on: | 14th February, 2003 |
Titli si ud chali leke hawa ke par ko
Phul bhi hai saath mere
Main chali hu ghar ko
Titli si ud chali leke hawa ke par ko
Phul bhi hai saath mere
Main chali hu ghar ko
Yeh zameen chali mere sang
Aaj hai mera naya rang
Titli si ud chali leke hawa ke par ko
Phul bhi hai saath mere
Main chali hu ghar ko
Titli si ud chali leke hawa ke par ko
Phul bhi hai saath mere
Main chali hu ghar ko
Raaho mein nazaare
Kitne hai pyare pyare
Humko jaise roke hai yeh saare
Humko jaise roke hai yeh saare
Lekin na rukenge apne yeh irade
Manzil ko pohchenge hum bhi pyare
Manzil ko pohchenge hum bhi pyare
Khushiyo ki lehre hai mere mann mein
Apno se milne ki hai yeh umang
Titli si ud chali leke hawa ke par ko
Phul bhi hai saath mere
Main chali hu ghar ko
Titli si ud chali leke hawa ke par ko
Phul bhi hai saath mere
Main chali hu ghar ko
Sapno ka jahan wo sapna hi to tha
Aankhen jo khuli to sapna tuta hai
Jise thi ummide nikla bewafa
Humko yu akela usne chhoda hai
Rehne do mammi beti tumhari
Dekho chali hai tumhare hi sang
Titli si ud chali leke hawa ke par ko
Aaj mammi sang chali hu
Main bhi apne ghar ko
Titli si ud chali leke hawa ke par ko
Phul bhi hai saath mere
Main chali hu ghar ko
Yeh zameen chali mere sang
Aaj hai mera naya rang
Titli si ud chali leke hawa ke par ko
Phul bhi hai saath mere
Main chali hu ghar ko.


