“Saari Duniya Mein Qatil Hi” Song Details:
| Movie: | Guru Ho Ja Shuru (1979) |
| Singer(s): | Asha Bhosle |
| Lyricist(s): | Rajendra Krishan |
| Composer(s): | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
| Music Director(s): | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
| Genre(s): | Item Number |
| Director(s): | Shiv Kumar |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Ashok Kumar, Prema Narayan, I S Johar, Ranjeet, Helen, Anwar Hussain |
| Release on: | 6th July, 1979 |
Saari duniya mein qatil hi qatil bhare
Aankhawala koi hain to pehchaan le
Kaam aata nahi baat hain door ki
Iss mein uljhan badi hain jaan le
Ye jawaani bhi qatil zamana bhi qatil
Qatil se qatil takrayega aaj takrayega
Takrayega aaj takrayega
Jor baaju mein kitana hain kiske yahan
Waqt batlayega waqt batlayega
Waqt batlayega
Qatil se qatil takrayega aaj takrayega
Takrayega aaj takrayega
Husn bhi hain yahan ishq bhi hain yahan
Dekha hoga na rangeen aisa samaa
Jhulf bikharaungi rang dikhalaungi
Leke angadai mehfil pe chha jaaungi
Kaun jeetega haarega
Aaj bolu main patta chal jaayega
Qatil se qatil takrayega aaj takrayega
Takrayega aaj takrayega.


