“Rooth Gaye Moray Baankay” Song Details:
| Album/Label: | Lahore Ke Rang Hari Ke Sang (2005) |
| Singer(s): | Hariharan |
| Lyricist(s): | Qadir Shaggan |
| Composer(s): | Qadir Shaggan |
| Music Director(s): | Qadir Shaggan |
| Genre(s): | Ghazal |
| Music Label: | © Sachal Music |
| Starring: | Hariharan |
| Release on: | 26th September, 2005 |
Rooth gaye moray baankay sanwariyan
Rooth gaye moray baankay sanwariyan
Rooth gaye moray baankay sanwariyan
Rooth gaye moray baankay sanwariyan
Kaise bitaun..kaise bitaun..
Kaise bitaun haaye baali umariya
Rooth gaye moray baankay sanwariyan
Rooth gaye moray baankay sanwariyan
Barkha ka mausam rut albeli
Barkha ka mausam rut albeli
Mausam..mausam..
Barkha ka mausam rut albeli
Chhod ke chal diye mohe akeli
Kis barain ki..kis barain ki..
Kis barain ki laagi nazariya
Rooth gaye more baanke sanwariyan
Rooth gaye more baanke sanwariyan
Mehaa barse bijuri chamke
Mehaa barse bijuri chamke
Mehaa..mehaa barse bijuri chamke
Piya nahi paas more jiyara dhadke
Piya bin sakhi mori..piya bin sakhi mori..
Piya bin sakhi mori sooni sejariya
Rooth gaye moray baankay sanwariyan
Rooth gaye moray baankay sanwariyan
Kaise bitaun..kaise bitaun..
Kaise bitaun haaye baali umariya
Rooth gaye moray baankay sanwariyan
Rooth gaye moray baankay sanwariyan.


