Aaja Aaja Jaana Lyrics

Aaja Aaja Jaana Lyrics Lyrics

“Aaja Aaja Jaana” Song Details:

Album/Label: Hemachandra: The Debut Album (2007)
Singer(s): Hemachandra
Lyricist(s): Sham Balkar
Composer(s): Harry Anand
Music Director(s): Harry Anand
Genre(s): Happy (Feel Good)
Music Label: © Unisys Music
Starring: Hemachandra

Aaja aaja jaana, aaja aaja jaana
Aaja aaja jaana, aaja aaja jaana
Teri chaahat ka samandar hai
Mere dil ke andar
Teri chaahat ka samandar hai
Mere dil ke andar
Tujhe karna hai deewaana,
Aaja aaja jaana, aaja aaja jaana
Aaja aaja jaana

Lamhe mile hai iss kadar
Mujhe tere pyaar ke
Kitne hasin hai lag rahe pal intzaar ke
Lamhe mile hai iss kadar
Mujhe tere pyaar ke
Kitne hasin hai lag rahe pal intzaar ke
Pa liya hai tujhe dil ko haar ke
Dil ko jala na, dil ko jala na
Aaja aaja jaana

Yun hi teri baat ho sada,
Aur tera saath ho
Chhaaya rahe ishq ka nasha,
Haathon mein haath ho
Yun hi teri baat ho sada,
Aur tera saath ho
Chhaaya rahe ishq ka nasha,
Haathon mein haath ho
Yun hi din katein, yun hi raat ho
Mile koi nazraana, le le dil nazraana
Aaja aaja jaana, aaja aaja jaana

Teri chaahat ka samandar hai
Mere dil ke andar
Tujhe karna hai deewaana,
Aaja aaja jaana, aaja aaja jaana
Aaja aaja jaana.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top