Akhiyan Gham Ki Nadiyan Hai Lyrics

Akhiyan Gham Ki Nadiyan Hai Lyrics Lyrics

“Akhiyan Gham Ki Nadiyan Hai” Song Details:

Movie: Khanjar (2003)
Singer(s): Pankaj Udhas
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Amar Biswas, Utpal Biswas
Music Director(s): Amar Biswas, Utpal Biswas
Genre(s): Sad
Director(s): Chander Sharma
Music Label: © BMG Crescendo
Starring: Suniel Shetty, Tabu, Gulshan Grover, Pankaj Dheer
Release on: 27th June, 2003

Akhiyan gham ki nadiyan hai
Chham chham behti rehti hai
Logo se kehti hai ye kehti
Rehti hai bemaut na tum marna
Kabhi pyar nahi karna
Kabhi pyar nahi karna

Bhul gaya rab mujhko par na
Bhul gaya rab mujhko par na
Bhula yar ka nam
Bhare bhare na jane kitne khali
Ho gaye jam
Bhari bhari ye ankhiyan hai
Bhari bhari ye ankhiyan hai
Bhari bhari ye ankhiyan hai
Akhiya gam ki nadiya hai
Cham cham behti rehti hai
Logo se kehti hai ye kehti
Rehti hai bemaut na tum marna
Kabhi pyar nahi karna
Kabhi pyar nahi karna

Akhiyan gham ki nadiyan hai
Chham chham behti rehti hai
Akhiyan gham ki nadiyan hai
Cham cham behti rehti hai
Logo se kehti hai ye kehti
Rehti hai bemaut na tum marna
Kabhi pyar nahi karna
Kabhi pyar nahi karna
Akhiyan gham ki nadiyan hai
Chham chham behti rehti hai
Logo se kehti hai ye kehti
Rehti hai

Mere sath bhi tha koi jo
Mere sath bhi tha koi jo
Chhod gayaye haal
Pyar janaja dil ka hai mat
Samjho ise baarat
Yaaro sab yariya kachiya hai
Yaaro sab yariya kachiya hai
Yaaro sab yariya kachiya hai

Akhiyan gham ki nadiyan hai
Chham chham behti rehti hai
Logo se kehti hai ye kehti
Rehti hai.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top