Mujhe Na Pakad Lyrics

Mujhe Na Pakad Lyrics Lyrics

“Mujhe Na Pakad” Song Details:

Movie: Mehmaan (1973)
Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
Composer(s): Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director(s): Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Genre(s): Romantic
Director(s): Kotayya Pratyagatma
Music Label: © Saregama
Starring: Biswajeet, Rekha, Anwar Hussan, Tarun Bose, Helen, Joginder, Leela Chitnis, Manmohan Krishan, Mukri, Sulochana

Chhod are ja mujhe na pakad
Chhod are ja mujhe na pakad
Haye meri jaan aise na bigad
Are aise na bigad
Chhod are ja mujhe na pakad
Haye meri jaan aise na bigad
Are aise na bigad
Chhod are ja mujhe na pakad

Karne ko kar chahe jitane jatan
Chhune nahi dungi tujhe apna badan
Karne ko kar chahe jitane jatan
Chhune nahi dungi tujhe apna badan
Hat are maan piche nahi
Pad haye meri jaan
Aise na bigad aise na bigad
Are chhod ja mujhe na pakad

Royegi jo chune wala koi na mila
Karegi akele me nasibo ka gila
Sun idhar aa yuhi na akad
Haye meri jaan
Aise na bigad are aise na bigad
Chhod are ja mujhe na pakad

Chuna hai to sikh
Jara chune ka chalan
Aise nahi chhu ke
Mera dukhe sara tan
Chuna hai to sikh
Jara chune ka chalan
Aise nahi chhu ke
Mera dukhe sara tan
Dur jara dur dur baju na lagan
Haye meri jaan aise na bigad
Chhod are ja mujhe na pakad
Haye meri jaan aise na bigad
Aise na bigad, aah, chhod.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top