Palken Utha Ke Dekhiye Lyrics

Palken Utha Ke Dekhiye Lyrics Lyrics

“Palken Utha Ke Dekhiye” Song Details:

Movie: Jaane Hoga Kya (2006)
Singer(s): Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Lyricist(s): Sameer
Composer(s): Nikhil, Vinay
Music Director(s): Nikhil, Vinay
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Glen Barretto , Ankush Mohla
Music Label: © T-Series
Starring: Aftab Shivdasani, Bipasha Basu,Rahul Dev
Release on: 1st September, 2006

La la la la la la la la la
Palkein uthaake dekhiye
Nazre milaaiye
Dhadkan ko bhi khabar na
Ho yun dil mein aaiye
Palkein uthaake dekhiye
Nazre milaaiye
Palkein uthaake dekhiye
Nazre milaaiye
Dhadkan ko bhi khabar na ho
Dhadkan ko bhi khabar na ho
Yun dil mein aaiye

Palkein uthaake dekhiye
Nazre milaaiye
Palkein uthaake dekhiye
Nazre milaaiye
Dhadkan ko bhi khabar na ho
Dhadkan ko bhi khabar na ho
Yun dil mein aaiye

Palkein uthaake dekhiye
Armaan keh rahe hain kya
Aaja bol doon
Armaan keh rahe hain kya
Aaja bol doon
Shabnam apne pyaar ki
Tujh mein khol doon
Tumko meri hai kasam
Tum deewane ho sanam
Tumko meri hai kasam
Tum deewane ho sanam
Yun shararat na karo

Zulfon giraake istarah
Na muskuraaiye
Zulfon giraake istarah
Na muskuraaiye
Dhadkan ko bhi khabar na ho
Dhadkan ko bhi khabar na ho
Yun dil mein aaiye
Palkein uthaake dekhiye


Dilbar do jahaan se
Hum hain bekhabar
Hai dilbar do jahaan se
Hum hain bekhabar
Ruswa kar na de humein
Logon ki nazar

Jaan e jaana humsafar
Ishq karna hai agar
Jaan e jaana humsafar
Ishq karna hai agar
Na zamaane se daro

Aana hai jo kareeb
To apna badhaiye
Aana hai jo kareeb
To apna badhaiye
Dhadkan ko bhi khabar na ho
Dhadkan ko bhi khabar na ho
Yun dil mein aaiye

Palkein uthaake dekhiye
Nazre milaaiye
Palkein uthaake dekhiye
Nazre milaaiye
Dhadkan ko bhi khabar na ho
Dhadkan ko bhi khabar na ho
Yun dil mein aaiye
Yun dil mein aaiye
Yun dil mein aaiye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top