Koi Kisi Ka Meet Nahi Lyrics

Koi Kisi Ka Meet Nahi Lyrics Lyrics

“Koi Kisi Ka Meet Nahi” Song Details:

Movie: Shahi Farman (1961)
Singer(s): Suman Kalyanpur, Talat Mahmood
Lyricist(s): Naqsh Lyallpuri
Composer(s): Harbans Lal
Music Director(s): Harbans Lal
Director(s): K. Anand
Music Label: © Saregama
Starring: Krishna K, Habib Shaikh, Kamran, Azim

Koi kisi ka meet nahi hai
Kisi ko kisi se preet nahi hai
Koi kisi ka meet nahi hai

Koi kisi ka meet nahi hai
Kisi ko kisi se preet nahi hai
Koi kisi ka meet nahi hai

Dil ko jalaya dil ki lagi ne
Mujhko rulaya meri khushi ne
Mujhko kya malum tha gum ki
Aag mujhe na degi jine
Degi jine
Koi kisi ka meet nahi hai

Karke kisi me khune tamanna
Jiwan ka sukh china
Tut gaye sab khwab suhane
Mushkil ho gaya jina
Mushkil ho gaya jina
Koi kisi ka meet nahi hai

Chahe koi ye bat na mane
Pyar ke jhuthe hai afsane
Darde mohabbat koi na samjhe
Jakhme wafa ko koi na jane
Koi na jane
Koi kisi ka meet nahi hai
Kisi ko kisi se preet nahi hai
Koi kisi ka meet nahi hai.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top