Hairaani Lyrics

Hairaani Lyrics Lyrics

“Hairaani” Song Details:

Movie: Love Shagun (2016)
Singer(s): Sakina Khan, Arijit Singh
Lyricist(s): Siddharth Amit Bhavsar
Composer(s): Rishi Siddharth
Music Director(s): Rishi Siddharth
Genre(s): Sad
Director(s): Saandesh Nayak
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Anuj Sachdeva, Nidhi Subbaiah, Shamin Mannan, Simpy Singh, Manit Joura, Vikram Kochhar, Taran Bajaj
Release on: 26th February, 2016

Kuch raaste..
Manzilon ko chhoo ke
Mud jaate hain
Mmm..kuch naate judte
Judte hi toot jaate hain

Hairaani hoti hai
Aankhen jo roti hai
Hairaani hoti hai
Aankhen jo roti hai

Iss shehar mein humsafar hai chootha
Dil jigar bhi khud se kyun hai rootha
Mere pyaar ke mahal
Ka har ik kaanch tootaa
Saccha tera khuda to
Kya pyaar mera jhootha

Kyun mitate mit’te nahin hain yeh pal
Kyun aaj mein qaid hai mera kal

Hairaani hoti hai
Aankhen jo roti hai
Hairaani hoti hai
Aankhen jo roti hai


Tadpati hain teri baatein aur
Yaadein teri rulaati hai
Dil rote rote rukta hai
Toh rooh bikhar si jaati hai

Tadpati hain teri baatein aur
Yaadein teri rulaati hai
Dil rote rote rukta hai
Toh rooh bikhar si jaati hai

Ab kis se roothe aur
Kise hum ab manaye
Bethe unn yaadon ko
Mann hi mann mein dohraaye

Hairaani hoti hai
Aankhen jo roti hai
Hairaani hoti hai
Aankhen jo roti hai
Hairaani oo…

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top