Aye Baad – E- Saba Lyrics

Aye Baad – E- Saba Lyrics Lyrics

“Aye Baad – E- Saba” Song Details:

Album/Label: Pehli Nazar (2012)
Singer(s): Vinod Rathod
Lyricist(s): Prakash Rahule (Aadam)
Composer(s): S. Chatursen
Music Director(s): S. Chatursen
Genre(s): Love
Music Label: © Red Ribbon Music
Starring: Ameen Sayani
Release on: 13th April, 2012

Aye baad – e- saba…
Aye baad – e- saba unse kehana
Unka hi intazaar hum ko hain
Muddate guzari hain
Bichhad ke unse magar
Muddate guzari hain
Bichhad ke unse magar
Ab bhi unse hi pyaar humko hain
Ab bhi unse hi pyaar humko hain
Aye baad – e- saba…

Unki gali mein hole se jaana
Chilmann hatake unko jagana
Haan unki gali mein hole se jaana
Chilmann hatake unko jagana
Bikhari zulfon ko zara suljhana
Hasee aankhon ko khaabon se chhudana
Unke rukhsaro ko chhukar kehana
Unpe hi aitbaar humko hain
Muddate guzari hain
Bichhad ke unse magar
Muddate guzari hain
Bichhad ke unse magar
Ab bhi unse hi pyaar humko hain
Ab bhi unse hi pyaar humko hain
Aye baad – e- saba…

Jaise jaise paas jaaogi
Unkio mehek se khud bhi mehakogi
Jaise jaise paas jaaogi
Unkio mehek se khud bhi mehakogi
Mast nigahon se unki na takrana
Warna dekho tum bhi behek jaaogi
Ab talak hum bhi hain behake behake
Unn aankhon ka khumaar humko hain
Muddate guzari hain
Bichhad ke unse magar
Muddate guzari hain
Bichhad ke unse magar
Ab bhi unse hi pyaar humko hain
Ab bhi unse hi pyaar humko hain
Aye baad – e- saba…

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top