Mein Hoon Dekhen Ki Cheez Lyrics

Mein Hoon Dekhen Ki Cheez Lyrics Lyrics

“Mein Hoon Dekhen Ki Cheez” Song Details:

Movie: Prem Shastra
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s): Item Number
Director(s): B.R. Ishara
Music Label: © Polydor
Starring: Zeenat Aman, Bindu, I S Johar, Asit Sen, Anwar Hussan, Shekhar, David, Sajjan

Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Baki haseen phul hai mai hu bahar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh

Hothon pe mohabbat ki kahaniya aa jayegi
Ha berang rato ki jawaniya jaa jayegi
Thehri thehri mauje me
Ravaniya aa jayegi
Karke tu meri yaad me
Karke tu meri yaad me
Dil bekarar dekh ke
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh

Aisi baate karu kya kitabo me hoti hai
Galo ki lali kya gulabo me hoti hai
Aankho ki ye masti kya sarabo me ye hoti hai
Chun le tu mere roop ko
Chun le tu mere roop ko
Fir mera pyar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh

Mujhko zingadi bhar in nigaho me hehna hai
Jina hai ke marna, teri baho me rehna hai
Banke teri manjil teri raho me ye rehna hai
Juthi kasam nahi hai ye
Juthi kasam nahi hai ye pahale aitbar ko
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Baki haseen phul hai mai hu bahar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top