Dilruba Lyrics

Dilruba Lyrics Lyrics

“Dilruba” Song Details:

Album/Label: Kailasa
Singer(s): Kailash Kher
Lyricist(s): Kailash Kher
Composer(s): Naresh Kamath
Music Director(s): Naresh Kamath
Genre(s): Love
Music Label: © Sony Music
Starring: Kailash Kher
Release on: 23rd February, 2006

Main toh tere pyar
Mein deewana ho gaya
Main toh tere pyar
Mein deewana ho gaya
Dilruba yeh bata
Kya karu tere siva
Main toh tere pyar
Mein deewana ho gaya
Main toh tere pyar
Mein deewana ho gaya

Dasne lagi hain mujhe
Kyon yeh tanhaaiyan
Har pal main dekhu
Bas teri parchhaiyaan
Rab di kasam main
Toh jaana tere pyar mein
Bhale marr jaaun
Par sahu na judaaiyaan
Jaanejaa meharbaan
Bin tere jaaun kaha
Main toh tere pyar
Mein deewana ho gaya
Main toh tere pyar
Mein deewana ho gaya
Dilruba yeh bata
Kya karu tere siva
Main toh tere pyar
Mein deewana ho gaya

Rog yeh anokha mila
Mujhe tere pyar mein
Tadpu main tere bin
Ghadi ghadi palchhin
Uljha ke chhoda
Tune isi rozgaar mein
Tu bata jaanejaa
Vaasta pyar ka
Main toh tere pyar
Mein deewana ho gaya
Main toh tere pyar
Mein deewana ho gaya
Dilruba yeh bata
Kya karu tere siva
Main toh tere pyar
Mein deewana ho gaya
Main deewana ho gaya
Ho deewana ho gaya
Ha deewana.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top