Khoon Mein Doobokar Jalti Aankhen Lyrics

Khoon Mein Doobokar Jalti Aankhen Lyrics Lyrics

“Khoon Mein Doobokar Jalti Aankhen” Song Details:

Album/Label: Shabnam (2005)
Singer(s): Bhupinder Singh
Composer(s): Bhupinder Singh
Music Director(s): Bhupinder Singh
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Bhupinder Singh
Release on: 22nd March, 2005

Khoon mein doobokar jalti aankhen
Tod ke sab umeed ke jaam
Khoon mein doobokar jalti aankhen
Tod ke sab umeed ke jaam
Dil ke varak par dhundh raha hoon
Ek sada chehere ka naam
Khoon mein doobokar jalti aankhen

Tune pehale dekha thaa yaa
Maine ab ye yaad nahi
Tune pehale dekha thaa yaa
Maine ab ye yaad nahi
Soch raha hoon kisi ko doon main
Soch raha hoon kisi ko doon main
Dil ki tabaahi kaa ilzaam
Khoon mein doobokar jalti aankhen

Rangeen shaam chamakti raahe
Har su jham ghat pariyon ke
Rangeen shaam chamakti raahe
Har su jham ghat pariyon ke
Sooni aankhein puchh rahi hain
Sooni aankhein puchh rahi hain
Har manzar se tera naam
Khoon mein doobokar jalti aankhen
Tod ke sab umeed ke jaam
Dil ke varak par dhundh raha hoon
Ek sada chehere ka naam
Khoon mein doobokar jalti aankhen.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top