Le Uda Phir Koi Khyaal Hamen Lyrics

Le Uda Phir Koi Khyaal Hamen Lyrics Lyrics

“Le Uda Phir Koi Khyaal Hamen” Song Details:

Album/Label: Aadaab
Singer(s): Pamela Singh
Composer(s): Anup Jalota
Music Director(s): Anup Jalota
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Pamela Singh

Le uda phir koi khyaal hamen
Le uda phir koi khyaal hamen
Saqiya saqiya sambhaal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen

Ro rahi hain ki ek aadat hain
Ro rahi hain ki ek aadat hain
Warna to itna nahi malaal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen

Ham yahan bhi nahi hain khush lekin
Ham yahan bhi nahi hain khush lekin
Apni mehfil se mat nikaal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen

Hum tere dost hain faraaz magar
Hum tere dost hain faraaz magar
Ab na tu uljano mein daal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen
Le uda phir koi khyaal hamen
Saqiya saqiya sambhaal humen.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top