Hum Bhi Ajnabi Tum Bhi Ajnabi Lyrics

Hum Bhi Ajnabi Tum Bhi Ajnabi Lyrics Lyrics

“Hum Bhi Ajnabi Tum Bhi Ajnabi” Song Details:

Album/Label: Tanha Tanha (2000)
Singer(s): Dilip Kapoor
Lyricist(s): Satish Tiwari
Composer(s): Utpal Sen
Music Director(s): Utpal Sen
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Tips Music
Starring: Dilip Kapoor

Hum bhi ajnabi tum bhi ajnabi
Palke hum safar palki dosti
Hum bhi ajnabi tum bhi ajnabi

Shoq se abhi mere
Geet tum ghungunaonge
Shoq se abhi mere
Geet tum ghungunaonge
Aur phir mujhe khwaab
Ki tarah bhul jaaoge
Iss zamane ki rasham hain ye geet
Hum bhi ajnabi tum bhi ajnabi
Palke hum safar palki dosti

Mere geet se jagmagayegi
Fanki reh guzar
Mere geet se jagmagayegi
Fanki reh guzar
Saari sohrate sab
Mohabate ret ka safar
Har kadam pe hain ek tashnagi
Hum bhi ajnabi tum bhi ajnabi
Palke hum safar palki dosti
Hum bhi ajnabi tum bhi ajnabi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top